Islamic SMS Text Messages


islamic sms, urdu islamic sms, english islamic sms, islamic sms messages, islamic sms collection,islamic sms, islamic sms ,send islamic sms,islamic text messages to your friends, latest islamic message on various topics of islam like nimaz , hajjj, zakat,
Advertisement
Advertisement
 
Dukhon Or Musibaton Ko Lay Jata HAi
Rasul ( SAW ) Ne Farmaya , " Jab Tum Kisi Cheez Ko Bhol Jao Tu Mujh Pe Darood-e-Pak Parho ,
INSHALLAH Yaad Aa Jaye gi "
Or
Farmaya , : Jo Kisi Prayshanni Mai Ho , Woh Mujh Pe DAROOD-e-PAK Ki Kasrat Karay,
Kyon K DAROOD Pareshaniyoo , Dukhon Or Musibaton Ko Lay Jata HAi , Rizq Bharata Hai Or Hajtetein Pori Karta Ha "
...
  • smsblaze.com
  • smsblaze@gmail.com
  • 336
  • 3
  • send sms
IKHLAQ KI QEEMAT
" IKHLAQ KI QEEMAT KUCH NHI DAINE PARTI MAGAR USS SE HAR CHEZE KHARIDI JA SAKTI HAI "
...
  • smsblaze.com
  • smsblaze@gmail.com
  • 90
  • 1
  • send sms
gonah karnay ke 1 nahosat
Gonah karnay ke 1 nahosat ye hay k,
gonah karnay ke wajhah say neki karnay ke tofeeq wapis lay le jati hay.Ese banday ko namaz parna moshkil,Qoran ke telawat karna moshkil,baz log to ye kehtay hain k namaz par bhi lain to doaa mangnay ko dil nahi karta.
Es nahosat say bachnay ka wahid rasta Toba hay.
...
  • smsblaze.com
  • smsblaze@gmail.com
  • 311
  • 2
  • send sms
Shaks Allah Ta'ala Ka Zikr karta hai
Sarkar-e-Madina (Salallaho Ta'ala Alehi Wa'alehi Wassalaam) Farmatay hain: Jo Shaks Allah Ta'ala Ka Zikr karta hai aur jo Allah Azawajal ka Zikr nahi karta un ki misl aesi hai jaisay aik Murda aur aik Zinda.

Bukhari Sharif)
...
  • smsblaze.com
  • smsblaze@gmail.com
  • 236
  • 2
  • send sms
Jis Nay Kitab mein mujh par
Sarkar-e-Madinah Salallaho Ta'ala Alehi Wassalam ka Farman:
Jis Nay Kitab mein mujh par Durood Pak Likha tu Jab tak Mera naam us mein rahay ga Faristay us kay lye Astagfar kartay hain.

(Sa'adat-ud-Darain)
...
  • smsblaze.com
  • smsblaze@gmail.com
  • 219
  • 2
  • send sms
utho yeh Jahanumyuon ka Laitna hai
Hazrat Abu Umama Radiallah Ta'ala Anho say Riwayat hai kay Tajidar-e-Madina (Salallaho Ta'ala Alehi Wassalam) ka guzar aik ultay sonay walay par huwa Aap Salallaho Ta'ala Alehi Wassalam nay pair mar kar Farmaya utho yeh Jahanumyuon ka Laitna hai.

Faizan-e-sunnat, page:852 ...
  • smsblaze.com
  • smsblaze@gmail.com
  • 281
  • 2
  • send sms
Eman kay sath gaya aur jo subah
Sarkar-e-Madina Salallaho Ta'ala Alehi Wa'alehi Wassalam ka Farman: " Jo Subah ki Namaz ko Gaya, Eman kay sath gaya aur jo subah bazar ko gaya Iblees kay sath gaya"

Ibn-e-Maja) ...
  • smsblaze.com
  • smsblaze@gmail.com
  • 184
  • 2
  • send sms
Eman kay sath gaya aur jo subah
Sarkar-e-Madina Salallaho Ta'ala Alehi Wa'alehi Wassalam ka Farman: " Jo Subah ki Namaz ko Gaya, Eman kay sath gaya aur jo subah bazar ko gaya Iblees kay sath gaya"

Ibn-e-Maja) ...
  • smsblaze.com
  • smsblaze@gmail.com
  • 184
  • 2
  • send sms
o Musalman kissi Musalman ko
Sarkar-e-Madina Salallaho Ta'ala Alehi Wa'alehi Wassalam ka Farman: "Jo Musalman kissi Musalman ko aik bar karz day ga tu usko itna Sawab milay ga , goya us nay do (2) martaba itni rakam Allah Azawajal ki raah mein di".

(Ibn-e-Maja) ...
  • smsblaze.com
  • smsblaze@gmail.com
  • 240
  • 2
  • send sms
Rab-e-jahan ne mm ko ye azmat kamal di
Rab-e-jahan ne mm ko ye azmat kamal di,

is ki dua ne musibat be tal di

Quran mai maa k pyar ke asi misal di,

K Khuda ne janat utha k maa kadmon mein dal di...
  • smsblaze.com
  • smsblaze@gmail.com
  • 176
  • 2
  • send sms
Total SMS : 11801
Total Categories : 72
Advertisement