| |
Jisnay Kisi Ko Akele Mai Nasihat
Hazrat Ali ( KARAM ALLAH WAJHO ) Ny Farmaya :
Jisnay Kisi Ko Akele Mai Nasihat Ki
Usne Ussay Sanwar Diya Or Jsnay Kisi Ko
Sab K Samnay Nasihat Ki
Usne Usko Mazeed Bigaar Diya. ...
|
|
Jo Shaks Jumma K Din
Hadees Pak :
Jo Shaks Jumma K Din 100 Martaba "Subhanallah-el-Azeem" Parhe Ga Us k 1 Lakh Gunah Maaf Ker Diye Jayenge Aur Us K Waldain K 27000 Gunah Maaf Ho Jaynge ... ...
|
|
Apne Rizq Main Kushadgi
Hadess-e-Mubarak
"Ko Apne Rizq Main Kushadgi Aur Umar Main Izafa Pasand Kerta Hai Isay Chahiye K Wo Apne Rishtedaaro'n Se Ta'aluq Jorey Rakhey" ...
|
|
Kerti Hy Rozana Ye Pukar
QABAR ...
Kerti Hy Rozana Ye Pukar
Mjh Me Keerey Makorey Be-shumar
Me Hoon Andheri Kothri
Mjh Main Hogi Wehshat Barii
Mjh Main Aklea Tu Aayega
Haan Mgr Aamal 7 Main Layega
Behadh Royega Chillayega
Apne Gunaho'n Pe
Behadh Pachtaye ga
7 Jigri Yaar Na Aayega
Hr 1 Dafna K Tjhe Palat Jayega
Na Maal Koi Kaam Aayega
Sa Acha Bura Kia Saath Aayega
Krle Tauba Waqt Hy Ab Bhi
Rab Ki Rehmat Hy Bht Narii
Wrna Mjh Main Hogi Wehshat Barii
ALLAH PAK Hum Sab Ko Qabar K Azaab Se Bachaye ...
AAMIN ...
|
|
Jo Shakhs Tumhaari Nigaahon Se
HAZRAT USMAN-E-GHANI (R.A) Ne Farmaaya:
Jo Shakhs Tumhaari Nigaahon Se Tumhaari Zuroorat Ko Nahin Samajh Sakta, Usay Kuchh Keh Kar Khud Ko Sharminda Na Karo. ...
|
|
Apne Behtreen Waqt Ko NAMAZ
Apne Behtreen Waqt Ko NAMAZ K Lye WAQF Kro Kiyon K Tumhare Sab Kam Tumhari NAMAZ K Bayis QABOOL Honge ...
|
|
Hadeese_Qudsi Hai K
Hadeese_Qudsi Hai K..
Allah Ta'aala Farmaate Hain..
"A Banday Agar Raat Ko Teri Aankh Khuli Or Tu So Gaya To,
Tune Mujh Se Be_Wafaayee Ki, Agar Kabhi Tu Utha Wazo Kya Namaz Parhi Or Dua Ki.Ab Agr Mainy Tri Dua Qabool Na Ki To Mainy Tjhse Bewafai Ki.Or Mai Bewafa Nahi....
|
|
2 Pathar Lye 1 Ko Dusray
Huzefa(RA) Ne 2 Pathar Lye 1 Ko Dusray Pr Rkha Aur Pucha
In Dono Ptharon K Drmyan Jo Roshni Ha Usy Dekh Rhe Ho?
Jwab Mila Hm To In Dono K Darmyan Mamuli Si Roshni Dekh Rahe Ha
Ap(RA) Ne Frmaya Allah Ki Ksam Biddat
Ka Is Kdar Ghalba Hoga K
Haq Sirf Itna Nzar Aye
Ga Jtna K Dono Ptharon K Drmyan Roshni ...
|
|
allah insan ki shehRagh Say Bhi Kareeb
"Allah Insan Ki Sheh Ragh Say Bhi Kareeb Hai Jo Mangna Hai Us Say Mango."
(Surah Kaaf : 16)
"Har Insan Ko Sirf Unhi Aamaal Ka Badla Mile Ga Jo Us Ne Kiye Hain."
(Surah Younus : 41 , Surah Namal : 90)
"Allah Ne Samandar Ki Cheezon Ka Shikaar Aur Iss Ka Khana Halal Kar Diya Hai."
(Surah Moaidah : 96)
"Allah Kisi Insan Ko Us Ki Bardasht Say Zyada Takleef Nahi Deta."
(Surah Bakra : 286 , Surah Mamnoon : 62 , Surah Inam : 153 , Surah Eraf : 42) ...
|
|
Ap Ki Izat Barhatay Han
3 Kaam Kisi K Dil Main Ap Ki Izat Barhatay Han.. 1- Salam Karna, 2- Kisi Ko Jagah Dena, 3-Asal Nam Se Pukarna...
|
|