| |
being angry is ignorance
being angry is ignorance. Dont get angry while having a dialogue with an ignorant because its not sure that whether u can make him agree with your point or not but that'll b sure that he made u with his(by making u angry)...
|
|
3 waqt nafs ki hifazat karo
3 waqt nafs ki hifazat karo Kaam k waqt, k ALLAH tumhe Dekh raha hy Baat karo to samjho k ALLAH Sun raha hai Khamosh raho to yaad rakho k Allah dilon k hal janta hai ...
|
|
sub say acha wo wqt hai jo namaz main guzry
** Golden Words **
sub say acha wo wqt hai jo namaz main guzry
insano ki by garz khidmat karna insaniyat ki meraj hai
jo shuks ALLAH say darta hai wo kabhi badla nahi lyta
insan apni toheen maf karsakta hai bhool nahi sakta
sucha insan dunya main hamyesha kamyab rehta hai
har hal main khush rehna zinda dili ki elamat hai ...
|
|
Bura na hona bhi naiki hai
** Golden Words **
Bura na hona bhi naiki hai
jis say muhabat ki jaye us say muqabla nahi kiya jata
kabhi na girna koi kamal nahi balk gir kar sunbhal jana kamal hai
ALLAH hamyesha subar karny walo k satha hota hai
kisi ko pa lyena mhabat nahi balk kisi k dil main apny liye jagha bna lyna muhabat hai...
|
|
Soch amal ki rooh hai
** Golden Words **
Soch amal ki rooh hai
jab dil totta hai to kisi ko pta nahi chalta kuk dil k tottny ki awaz nahi hoti
jo muhabat ko thukraye wo is bewaqoof ki mannend hai jis ny ghar aii dolat ko thukraya
kisi ka dil mut dukhaoo kuk tumhary seeny main bhi dil hai
hamyesha such bolo kuk such main rahat hai
humari muskrahat ka taluq kismat say hai jab kismat muskrati hai to hum muskraty hai
agr app kisi ko acha kam nahi sikha sakty to bura kam bhi na sikhaoo ...
|
|
Jo Saksh Jumay Kay Din
Hadith Nabwi Hai Jo Saksh Jumay Kay Din Logo Kay Gurden Phalang kar gya Jub kay Imam khutba day raha ho tu oas saksh nay apna rasta jhanum ki taraf banaya. ...
|
|
Allah Paak Shirk K gunah
Hadith FRom Fazail-e-amaal(Maulana Zakriya)
Allah Paak Shirk K gunah Ko to mauf Nai Frmain gay!
Lekin is k elava jis Gunah KO chahain Mauf frma Dain* ...
|
|
Don't bear aversion against one
[Sahih Muslim] Abu Huraira reported Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying:
Don't bear aversion against one another and don't be jealous of one another and be servants of Allah ...
|
|
Sayings of our beloved prophet
Sayings of our beloved prophet HAZRAT MUHAMMAD (SAW)
jab ALLAH say dua kero to iss yaqeen say karo kai wo zaroor qabool frmaye ga or jaan lo or yaad rakho kai ALLAH us ki dua qabool nahi karaye ga jis ka dil dua kai waqt ALLAH say ghafil or beperwa ho AL-HADIS ...
|
|
Tera Nafss bohat keemti hay
" Tera Nafss bohat keemti hay, issay Jannat say kam kisi keemat
pay matt baich."...
|
|